Android me files hide kare bina kisi apps ke

Android me files hide kare bina kisi apps ke
                 
    By Mixing Channels

Hello Dosto


Aaj hum janaenge ki android mobile me hum files ko kaise hide kar sakte hai bina kisi app ke. chaliye jante hai kaise. 


Ye Kya Hide Kar sakta hai.


Aap is se apne android me kisi bhi chiz ko hide kar sakte hai jaise, important video, images, files, mp3 songs any things is se aapko bahut madad mil sakta hai. 

kitne logo ko ye pata nahi hota hai aur wo kisi folder lock karne wala apps ka istmal karte hai aur apne personal files ko safe rakhte hai. 


Android MeFiles Ko Kaise Hide Kare

Android Mobile me data chupana koi muskil kam nahi hai ye ek chota sa bacha bhi kar skata hai bahut aasan hai aap logo ne apne android mobile ke file manager me android ke naam se folder to dekha hi hoga usi ka hi sub kammal hai ye android ka apna folder hota hai aur kisi bhi android mobile ke file memory me hota hai 

1. Sabse pehle aap apne mobile ke file manager ko open kare aur apna video ya images ko select kare kar ke copy kare jisko chupana hai aapko 
2. Uske bad aap android wale folder ko open kare aur kahi bhi us video ya images ko paste kar de aap jitna chahe utna folder banaker apna file ko waha paste karde ab aapka file hide ho chukka hoga aap agar video ya images ko android wae folder me daldenge to aapka video ya images koi bhi application me show nahi karega aapko dekhne ke liye android folder ko open karna hoga.

Kya file ko Hide karne wale app par bharosa kar sakte hai.

Kabhi bhi aapke personal files ko blanks kar sakta hai aur mai aap logo ko ye bata du ki main bhi pehle aisa kiya tha lekin ye jo hide karne wala jo software hota hai inka kabhi bhi bhrosa mat kariyega ye kabhi bhi aapke file. photos, aur video ko blanks kar sakta hai isliye aap logo se mai yehi kahunga ki aap log apne personal file ko isi app ke madhyam se hide na kare isse aapke mobile me bhi slow hone aur han hone ka problem aa sakta hai isliye aaplog software ka istmal na kare. 




Android me files hide kare bina kisi apps ke Android me files hide kare bina kisi apps ke Reviewed by Unknown on October 15, 2017 Rating: 5

No comments:

Dil Diya Gallan Lyrics Hindi

Dil Diya Gallan: Kachi doriyon, doriyon, doriyon se Mainu tu baandh le Pakki yaariyon, yaariyon, yaariyon mein Honde naa faasle ...

Amazon

Powered by Blogger.